Khushboo Bankar Teri Saanso Mein Sama Jayenge, Sukun Bankar Tere Dil Mein Utar Jayenge, Mehsus Karne Ki Koshish To Kijiye, Dur Rahte Hue Bhi Pass Najar Aayenge.
Dil se roye magar honto se muskura beithe, yunhi hum kisi se wafa nibha beithe, wo hame ek lamha na de paye apne pyar ka, aur hum unke liye apni zindagi gawa beithe.
Comments
Post a Comment